ArsTah - Wafayen

Copied!edit Lyrics
original text at lyrnow.com/1241834
Pre-Chorus
Sajaye jo thay teray liay main nay khuwab
Kyun karay mera dil ab un ko yaad
Kabhi to aayen gi tujhay yaad
Wo meri wafayen

Chorus
Kiya jo tunay ishq main mera haal
Hay rab say dua na ho tera haal
Kabhi to aayen gi tujhay yaad
Wo meri wafayen

Verse 1
Kiya to nibhana tha,ye pyar to bahana tha
Jhotay kiye waday saray,jaanay kyun piy
Dil main basa kay, phir dil say nikala
Mili mujhay pyar ki, jaanay kyun saza

Joray na phir juray
Tutay dil jo aik baar

Pre-Chorus
Rahoon main teray bin ab kyun beqarar
Na milay teri yaadoon say mujh ko farar
Kabhi to aayen gi tujhay yaad
Wo meri wafayen

Chorus
Kiya jo tunay ishq main mera haal
Hay rab say dua na ho tera haal
Kabhi to aayen gi tujhay yaad
Wo meri wafayen

Verse 2
Dil nay tha chaha jisay nikla begaana
Milta hay pyar ka yehi to sila
Jaantay howay bhi kyun dil ko lagaya
Kartay hain ab hum khud say gila
Na kartay pyar
Na hota ye haal

Pre-Chorus
Rahoon ga teray bin ab jeenay say bezaar
Rahay ga sari umar ye mujh ko malaal
Kabhi to aayen gi tujhay yaad
Wo meri wafayen

Chorus
Kiya jo tunay ishq main mera haal
Hay rab say dua na ho tera haal
Kabhi to aayen gi tujhay yaad
Wo meri wafayen
 
0

Song Description:

edit soundcloud

SoundCloud:

edit soundcloud

More ArsTah lyrics

ArsTah - Dukhiye
{ਅਰਸਟਾਹ ਦੁਆਰਾ "ਦੁੱਖੀਏ" ਦੇ ਬੋਲ} {Into} Jind lang gaie ay okhay sokhay Seh seh kay zaalim zamanay di jabraan Aas ay dil wich ay dukh muk ni

ArsTah - Ashq
Girain ankhoon say ye ashq jaisay asmaan say pani Sub hogaye mujh say dur bantay thay jo bhi sathi Kis gal da ghuroor bunyaad saadi maati Aj nashay da suroor kal likhi barbaadi

ArsTah - Bhanwar
Phansa jaisay ye bhanwar main hay dil mera milay nahi rasta Sir main hay dard main sari raat jaagta Raat hijar ki hay aye mehtaab na Ranj ye sehnay ki rooh main ab taab na Soch

ArsTah - Jaali
{Chorus: ArsTah} Darbadar ye rahoon pay kyun ghoomay dil mera Is ko ghar tu day bhi day bus yehi hay kehta Maan e day parinday ki kyun soch ye rakhta Aaena ye daikhay to

ArsTah - Zindagi Meri
{Chorus} Azaab bay barbaad hay zindagi meri haan Dajal hay zamanay main jagah andheri haan Aik ghaar hay hasaar hay zindagi meri Aj jaal hay fana hay zindagi meri

ArsTah - Saga Mera
{Chorus} Koi ni way saga mera Koi vi chaway changa mera Is dharti tay kala main haan Saya vi day gaya dagha mera {Verse 1} Hun hay khalawaan

ArsTah - Maachis
{Chorus 1} Maachis jalaon gham mitaon machis jalaon Maachis jalaon gham mitaon machis jalaon Maachis jalaon gham mitaon machis jalaon Maachis jalaon gham mitaon machis

ArsTah - Raaj Dulara
{Verse 1} Tanha wo jagay soye zamana Ghaar aik andhera us ka thikana Khamoosh tha wo kuch bhi kaha na Sun_na tarana us ki zubaan ka Koi bhi apna us ka raha na

ArsTah - In the Summer
{Verse 1} Ajeeb sa ye din mushkil say ye guzray waqt Na mumkin piyay bin meri guzray shab Jab sab chin jaye kya heeray kya mehal kya takht Zakham to sil jayen rehtay

ArsTah - Waajan
{Chorus} Waajan tenu marda akhiyaan nay rawan Takdiyaan teri subh u sham Waajan tenu marda akhiyaan nay rawan Takdiyaan teri subh u sham Waajan tenu marda akhiyaan

YouTube

edit video