Shreya Ghoshal - Tere Mast Mast Do Nain

To Rate
Intro: Rahat Fateh Ali Khan
Taakte rehte tujhko saanjh-savere
Nainon mein haye, Nainon mein haye

Instrumental-break

Pre-Chorus: Rahat Fateh Ali Khan
Taakte rehte tujhko saanjh-savere
Nainon mein basiya jaise nain ye tere
Nainon mein basiya jaise nain ye tere

Chorus: Rahat Fateh Ali Khan
Tere mast-mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast-mast do nain

Tere mast-mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mеre dil ka le gaye chain
Tеre mast-mast do nain

Instrumental-break

Verse: Rahat Fateh Ali Khan
Pehle pehal tujhe dekha to dil mera
Dhadka haye, dhadka, dhadka haye
Pehle pehal tujhe dekha to dil mera
Dhadka haye, dhadka, dhadka haye
Jal-jal utha hoon main, shola jo pyaar ka
Bhadka haye, bhadka, bhadka haye

Pre-Chorus: Rahat Fateh Ali Khan
Neendhon mein gul gaye hain sapne jo tere
Badle se lag rahe hain andaaz mere
Badle se lag rahe hain andaaz mere

Chorus: Rahat Fateh Ali Khan
Tere mast-mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast-mast do nain

Tere mast-mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast-mast do nain

Instrumental-break

Verse: Shreya Ghoshal
Tujhse shuru huyi, tujhpe hi khatam ho
Duniya meri, duniya duniya meri
Tujhse shuru huyi, tujhpe hi khatam ho
Duniya meri, duniya duniya meri
Ye baat dil mein thi, nainon ne bol di
Main hoon teri, main hoon, main hoon teri

Pre-Chorus: Shreya Ghoshal
Tujhko hi yaad kar ke aanhein bharoon main
Milke bhi mil na paun ab kya karoon main
Milke bhi mil na paun ab kya karoon main

Chorus: Rahat Fateh Ali Khan
Tere mast-mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast-mast do nain

Pre-Chorus: Rahat Fateh Ali Khan
Taakte rehte tujhko saanjh savere
Nainon mein basiya jaise nain yeh tere
Nainon mein basiya jaise nain yeh tere

Chorus: Rahat Fateh Ali Khan
Tere mast-mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast-mast do nain
Tere mast-mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast-mast do nain

Tere mast-mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast-mast do nain

Comments

More Shreya Ghoshal lyrics

Shreya Ghoshal - Nah Woh Main
हम जो दीवाने थे कभी अब वह दीवाने हम नहीं साँसों से छोटा है धड़कन का भासता कही हाँ कही ।। लफ्जो के धागे खुल गये अब वह कहानी हम नहीं हैं सब बाटे है बाटे

Shreya Ghoshal - Paheli
Tujhe Kaid Kar Lu Main Apni Hansi Mein Aa Phir Kahin Tu Udd Jaye Na Mera Khilauna Tu Rakh Lu Chhupa Ke Main Tujhe Dhoondh Koyi Paaye Na Teri Parchayi

Shreya Ghoshal - Paheli lyrics
{Verse 1} Tujhe Kaid Kar Lu Main Apni Hansi Mein Aa Phir Kahin Tu Udd Jaye Na Mera Khilauna Tu Rakh Lu Chhupa Ke Main Tujhe Dhoondh Koyi Paaye Na

Shreya Ghoshal - Hridmajharey Rakhbo
কত লক্ষ জনম ঘুরে ফিরে ও মন রে, মন রে কত লক্ষ জনম ঘুরে ফিরে সাধের মানব জনম পেয়েছি রে একবার ভজলে হরি বংশীধারী নিদয় হয়ো না একবার ভজলে হরি বংশীধারী নিদয় হয়ো না ছেড়ে

Shreya Ghoshal - Param Sundari
Ae bikaneri chhokri Santre ki tokri Ghar to chhudvaya Ab kya chhudayegi naukri Romeo Romeo gali ke Romeo Bholi shakal wale Saare ke saare farebiyo

Shreya Ghoshal - Zaalima Coca Cola Check
Are Chali Chali Haye Kidhar Chale Are O Manchali O AnarKali Aise Lachak Lachak Ke Matak Matak Ke Bhatak Rahi Tu Gali Tere Thumke Ke Jhumke Jhum

Shreya Ghoshal - Ooh La La
अहा ू ू अहा ू ू सशः चुटकी जो तूने काटी है जोरि से काटी है रूठी हूँ मुझे मना ले न ो जान-इ-जान छेड़ेंगे हम तुझको लड़की तू है बड़ी बुंबात अहा अहा अहा अहा उह ला

Shreya Ghoshal - Ooh La La Tu Meri Hai Fantasy
अहा ू ू अहा ू ू सशः चुटकी जो तूने काटी है जोरि से काटी है रूठी हूँ मुझे मना ले न ो जान-इ-जान छेड़ेंगे हम तुझको लड़की तू है बड़ी बुंबात अहा अहा अहा अहा उह ला

Shreya Ghoshal - Khan Pan Jaddu Jalpan
खान पान लड्डू जलपान में जलेबी ये लगन अनोखा खाने में लाओ ए जी ए जी बर्फी गुलाब जामुन पेठा मलाई खाओ खाओ खीर मुंग हल्वा मीठी डकार पाओ पाओ ये जो धुप की आग है बाण है

Shreya Ghoshal - Habit
Bichda Is Kadar Ki Rut Hi Badal Gyi Bichda Is Kadar Ki Rut Hi Badal Gyi Ek Shaks Saare Shehar Ko Viraan Kar Gaya Teri Ek Baat Bhi Sach Nhi Lagdi

Shreya Ghoshal

Considered to be one of the greatest playback singers for Indian songs, Shreya Ghoshal is a singer and producer from West Bengal. Shreya started singing from an early age of four. However, Shreya’s career in mainstream music began after she won the 2000’s TV reality show Sa Re Ga Ma, hosted by Sonu Nigam.

Following her victory at the age of 16, Shreya started singing as a playback singer for Bollywood movies. Since an early age, not only did she aspire to become a playback singer, but she also was inspired by the playback songs.

In 2002, she got offered to sing for Devdas movie, presenting her the opportunity to release her first studio album. She recorded five songs for Devdas to the likes of “Dola Re Dola” and “Bairi Piya.”

Exceeding in over four languages: Tamil, Malayalam, and Telugu, and Hindi, Shreya iconized the Bollywood playback songs.