Rob C - Baaki Baatein

Copied!edit Lyrics
original text at lyrnow.com/1030721
Verse 1:

Aas paas log mar rahe roz
Par humko toh chahiye roz insta pe post
Nahi karna chahta preach but the end is near
Koi nahi karta toh khud ke liye karta main cheer
Khud ke saath karun cheers, rakhun vision apni clear
On karta main TV toh bas dikhte hain tears
Tujhe pata mere views, par tu dekhta ni news
Entertainment ko har koi karta choose
Tere saath nahi hua, tu maarta fukriyaan
Mere saath nahi hua, bhagwaan ka shukriya
The mobb rolls deep, sabko karti ye shook
So many lives it took, everywhere that I look
Mic pe karaate aur ye bharte kharraate
Aur ye Charity mein aakе bas nafrat hi baante
Dil ki baatein aaj pourin, tujhe lagеngi ye boring
Aas pas ki tabahi waala shot is what I’m showing
Hook:

Baaki Baatein chhodo, ye batao what’s up?
Haal chaal Kaisa, I hope sab mast (x2)

Sab mast, sab mast
Homies mere, sab mast
Family, sab mast, sab mast

Verse 2:

Fake image waale rapper sabko lagte kyon hai real?
Sabki chaatne waalo ko hi kyon, milti hain deals?
Sawaal itne zyaada, aur jawaab kewal ek
Bande milte hain anek, par sab nahi hote nek
Main toh ghoomu aawaara raaton mein khud hi akela
Chandigarh apni sheer beere Ran Basera
Mood ni hota par gaana ban jaata hai
Sentimental hone ka bas bahaana ban jaata hai
Duniya mein aate toh hain saare bade Tashan mein par
Tashan ki maut se har koi nahi jaati hai
Mera kya jaata hai, Rabb ka diya chhata hai
4 Baatein bolke bhai 4 paise jo kamaata hai
Har saal yahan homies kitne badalte hain dal
Deep in the Daldal, yeah zindagi ka fal
Kitne bethe banke critic, shor karein jaise crickets
Par bhai tera Dhoni, ghere betha poori wicket
Hook:

Baaki Baatein chhodo, ye batao what’s up?
Haal chaal Kaisa, I hope sab mast (x2)

Sab mast, sab mast
Homies mere, sab mast
Family, sab mast, sab mast
 
0

Song Description:

edit soundcloud

SoundCloud:

edit soundcloud

More Rob C lyrics

Rob C - Sanki
Verse 1 (Rob C): Mera flow so fresh, jaise aaj ki bread Mera Dil beere stone, par name nahi Ted Par Rob kare talk, roz chale meri pencil Boli badi foul, meri game

Rob C - Kalashnikov
Beta rehta beta kabhi banta ni baap Pehle maarta tha choopay ab bangaya saanp Tera level unngh, meri laaton ke beech mein Tu bolta hai gaand se, main phaar doonga beech se

Rob C - Welcome To My Life
{Verse 1} Rob ki life ki khud ki narration Iss beat ka chaalu karun operation Shehar mein mere mahaul hai garam Mind bhi garam, ladkiyan garam Pala bara rakhi

Rob C - Fake Bande
{VERSE} Pehle sher, phir snakes ab ye snakes karte rattle Chuppi saadh ye bethey thay jab hua mera battle Sabse maangte beef, real life mein jo cattle Andar se ye

Rob C - Triple Threat
{Verse 1: Adi B} Aaja lele Shot By Adi B Kal raat teri waali naal bethi si Swag wali topi rakhu mere ghante pe Peeyu whiske khush reh tu bannte mein Kar nakhre na

Rob C - Day in the Hood
Hook (Rob C): Goggle rehti eyes pe Munde naal high se Tere shehar aaye thay Maal saath laaye thay Verse 1 (Rob C): Baap ka paisa nahi, shuru se main

Rob C - Haraami
Verse 1 (Adi B): Dhoondhu tujhe kar kar main swipe up Double tap karu badhe tere likes ab Build karu figure tera keh mujhe bob Movie Banake main, fir karu chop Phir

Rob C - Orange Juice
Hook (Rob C): Maza ni aata baby tujhse larhne mein Maza ni aata baby mujhko sarhne mein Ye ladke tere pichey saare bache hain Poore sheher mein hi tere charche

Rob C - World is Mine
Mote mote peg peekay aati motivation Roz naye verses ki karun innovation Apne toh studio mein hote jagraate Bolta main Satya, Bhiku Maatre Aata majhi satakli, bolta main

Rob C - Baaki Baatein
Verse 1: Aas paas log mar rahe roz Par humko toh chahiye roz insta pe post Nahi karna chahta preach but the end is near Koi nahi karta toh khud ke liye karta main cheer

YouTube

edit video

Rob C

Rob C
edit foto

Biography

edit bio
‘Kamesh Chawla’ popularly known as ‘Rob C’ is an Independent music artist, rapper, music producer and one of the members of Kala Kurta Gang (KKG), who hails from Panchkula, Haryana. Right from a young age, he had a keen interest in hip-hop music. He is influenced by 50 cents, Nas, Tupac, Bohemia, Eminem. When he was pursuing Bachelor’s course in Delhi, he participated in the BITS-Pilani rap battle and won the second spot. The judges and the Music director offered the song to him. His family appreciated his creative work and encouraged him.