ArsTah - Saza

Copied!edit Lyrics
original text at lyrnow.com/1234360
Baatoon main teri aa kay mili ye saza mujhe
Paaon main sukh kaisay ab tu bata mujhe
Beetay zamanay hota gham nahi dur
Main ny kiya aesa kya tha tu bata mera qasoor

Ab, jeeyoon ya maroon tujhay meri parwah nahi
Chayeen ye raatein aesi jin ki subha nahi
Jeenay ki milay mujhe koi bhi wajah nahi
Ho ga mera haal aesa, tha kabhi gumaan nahi

Ho to dur reh gya sang meray gham mera
Ankhein ye nam, dukhay dil ka zakham mera
Saansoon mein meri kabhi rehtay thay sur
Dhuwain main dabay gi saansein
Kisi nay nay nahi bataya mujhe
Jaa ja ky jeelay yahaan marnay ko chor mujhe
Waqt jo mila karna haal pay tu ghoor meray
Jitnay thay khuwaab saray liay tunay noch meray
Raatoon ko meri sonay daiti nahi ye soch mujhe

Raahoon main kaantay, nahi milay mujhe phool
Teray waadoon kay wo qilay ab saray ho gaye dhool
Kar kay tunay deewana phir kiya mera khoon
Yaadoon kay ye saanp dasain, mujhy milay na sakoon

Per baatein sari ki jo tunay tera aa gay aaein gi
Wo raatoon main to teri aa kay tujh ko jagaein gi
Tu hasna jo chahay gi to tujh ko rulaein gi
Jo boyе tunay phal wohi ik din khaye gi tu

Bhool kay main aya teray peechay dekho haal mеra
Jakar kay lay gya mujhe baatoon ka wo jaal tera
Kiya tha yaqeen tujh pay, tora tunay maan mera
Lay gya ye jaan meri aesa tha shikaar tera

Ghamoon ka meray ab koi bhi madawa nahi
Dardoon kay sehra main zindagi azaab bani
Kiya tha ishq badlay main ye sughat mili
Dukhoon ko sunana ab meri pehchaan bani

Baatoon main teri aa kay mili ye saza mujhe
Paaon main sukh kaisay ab tu bata mujhe
Beetay zamanay hota gham nahi dur
Main ny kiya aesa kya tha tu bata mera qasoor
Ab, jeeyoon ya maroon tujhay meri parwah nahi
Chayeen ye raatein aesi jin ki subha nahi
Jeenay ki milay mujhe koi bhi wajah nahi
Ho ga mera haal aesa, tha kabhi gumaan nahi

Ho to dur reh gya sang meray gham mera
Ankhein ye nam, dukhay dil ka zakham mera
Saansoon mein meri kabhi rehtay thay sur
Dhuwain main dabay gi saansein
Kisi nay nay nahi bataya mujhe

Jaa ja ky jeelay yahaan marnay ko chor mujhe
Waqt jo mila karna haal pay tu ghoor meray
Jitnay thay khuwaab saray liay tunay noch meray
Raatoon ko meri sonay nahi daiti ye soch mujhe
 
0

Song Description:

edit soundcloud

SoundCloud:

edit soundcloud

More ArsTah lyrics

ArsTah - Wafayen
{Pre-Chorus} Sajaye jo thay teray liay main nay khuwab Kyun karay mera dil ab un ko yaad Kabhi to aayen gi tujhay yaad Wo meri wafayen {Chorus}

ArsTah - Dukhiye
{ਅਰਸਟਾਹ ਦੁਆਰਾ "ਦੁੱਖੀਏ" ਦੇ ਬੋਲ} {Into} Jind lang gaie ay okhay sokhay Seh seh kay zaalim zamanay di jabraan Aas ay dil wich ay dukh muk ni

ArsTah - Ashq
Girain ankhoon say ye ashq jaisay asmaan say pani Sub hogaye mujh say dur bantay thay jo bhi sathi Kis gal da ghuroor bunyaad saadi maati Aj nashay da suroor kal likhi barbaadi

ArsTah - Bhanwar
Phansa jaisay ye bhanwar main hay dil mera milay nahi rasta Sir main hay dard main sari raat jaagta Raat hijar ki hay aye mehtaab na Ranj ye sehnay ki rooh main ab taab na Soch

ArsTah - Jaali
{Chorus: ArsTah} Darbadar ye rahoon pay kyun ghoomay dil mera Is ko ghar tu day bhi day bus yehi hay kehta Maan e day parinday ki kyun soch ye rakhta Aaena ye daikhay to

ArsTah - Zindagi Meri
{Chorus} Azaab bay barbaad hay zindagi meri haan Dajal hay zamanay main jagah andheri haan Aik ghaar hay hasaar hay zindagi meri Aj jaal hay fana hay zindagi meri

ArsTah - Saga Mera
{Chorus} Koi ni way saga mera Koi vi chaway changa mera Is dharti tay kala main haan Saya vi day gaya dagha mera {Verse 1} Hun hay khalawaan

ArsTah - Maachis
{Chorus 1} Maachis jalaon gham mitaon machis jalaon Maachis jalaon gham mitaon machis jalaon Maachis jalaon gham mitaon machis jalaon Maachis jalaon gham mitaon machis

ArsTah - Raaj Dulara
{Verse 1} Tanha wo jagay soye zamana Ghaar aik andhera us ka thikana Khamoosh tha wo kuch bhi kaha na Sun_na tarana us ki zubaan ka Koi bhi apna us ka raha na

ArsTah - In the Summer
{Verse 1} Ajeeb sa ye din mushkil say ye guzray waqt Na mumkin piyay bin meri guzray shab Jab sab chin jaye kya heeray kya mehal kya takht Zakham to sil jayen rehtay