Prateek Kuhad - Hum Dono

Copied!edit Lyrics
original text at lyrnow.com/1770904
Mera sahara
Roshni ho tum
Adhoori si dhun hi sahi
Mujhe gaakar sunao na

Chehra tumhaara
Aur tumhaari hasi
Kamzor ho jaata hu
Mere man ko sambhalon na

Ab din tere toh meri ratein hai
Meri chandni kyun dur ho
Tum mujhse, sooni baahein hai
Meri shaayari, ho sirf tum

Koshish toh maine poori thi kari
Phir kyun

Hum dono ke hi dil
Kin kono mein ja chhupe hai
Kismet me the jo din
Unhe bhool na jaana tum

Yaadein hai sheeshon si
Gir kar bikhar jaayengi
Tasveerey kho jaaye toh
Mujhe bhool na jana tum
Woh silvatein joh
Chaadaron me thi tum
Mere dil se khelo nahi
Mujhe baahon mein ab lelo na

Ab din tere toh meri ratein hai
Meri chandni kyun dur ho
Tum mujhse, sooni baahein hai
Meri shaayari, ho sirf tum

In raahon pe hum, gum gaye hai kyun?

Aur ho sake toh tum
Mera naam likh lena
Kisi kore kagaz pe
Usse saath rakh lena

Mera muskarana yaad rakh lena, tum

Hum dono ke hi dil
Kin kono mein ja chhupe hai
Kismet me the jo din
Unhe bhool na jaana tum

Yaadein hai sheeshon si
Gir kar bikhar jaayengi
Tasveerey kho jaaye toh
Mujhe bhool na jana tum
 
0

Song Description:

edit soundcloud

SoundCloud:

edit soundcloud

More Prateek Kuhad lyrics

Prateek Kuhad - Kasoor
{Verse 1} Haan, main gumsum hoon In raahon ki tarah Tere khwabon me Teri khwaisho me chhupa Na jaane kyun Hai ye roz ka silsila Tu rooh ki hai dastaan

Prateek Kuhad - Kahan ho tum
Wooo Oooo ooo oh Wooo Oooo ooo o Wooo Oooo ooo oh Wooo Oooo ooo o Haan ye baatey zaroori hai Paas tum ho kaisi durii hai Kahaan ho tum ye kahani, adhuri hai

Prateek Kuhad - Yeh Pal
Labon pe jo bhi ho Keh bhi do thahera hoon main Ye dil ki baaton ko roko na thahera hoon main Nasheeli raat hai taare bhi saath hai Ghungunate hum chale shahero ki galiyon se

Prateek Kuhad - Shehron Ke Raaz
Kaise yeh din Kaisi yeh raat hai Bas main aur tum Is pal me saath hai Tum jo kaho toh Baatein bhi khaas hai Tum jo sunoh toh Andhere me saans hai

Prateek Kuhad - Khone Do
Lafzon Ke Najakat To Dekho Adaon Ke Shararat To Dekho Khoya Main Khoyi Ho Tum Mere Mann Ki Har Chahat Ho Tum Baahon Mein Baahon Mein Khone Do Is Pal Ki Aadat Hai Hone

Prateek Kuhad - Mulaqat
Yeh kaisi mulaqat hai Jaise sadiyon se tum meri jaan ho Ab kaise mai ye samjhaau Kitne arson se tumhara he mujhe Intezaar hai Tum jo paas aayi Choomne ka ye bahana

Prateek Kuhad - Janeman
Janeman sochke mujhe tu yeh bta Tere bin aasra mera kya hai khuda? Kudrat ka yhi hai silaa, toota toh dil tera mera Janeman sochke mujhe tu yeh bta Teri rooh tabeez mein, mere

Prateek Kuhad - Kuch Din
{Verse} Essi ek yaad thi, paas mein baithke Tumne sikhaya kaise mohabbat karo Chaadar main yuhi, haath ko thaamke Tumne bataya ankhon mein kaise rahe

Prateek Kuhad - O Piya
Tumne mann ko yu chhua Jaane kaise yeh hua Aankhon hi hi aankhon se Kaise tumne yeh kaha Ab darwaazo pe jo khushboo ho tum Shor-aawaazon mein kyun goonje ye dhun

Prateek Kuhad - Hum Dono
Mera sahara Roshni ho tum Adhoori si dhun hi sahi Mujhe gaakar sunao na Chehra tumhaara Aur tumhaari hasi Kamzor ho jaata hu Mere man ko sambhalon na

YouTube

edit video

Prateek Kuhad

Prateek Kuhad
edit foto

Biography

edit bio
Prateek Kuhad is a Delhi based Indian singer-songwriter better known for his Indie style and bilingual music. He was born and raised in Jaipur, India. Kuhad moved to United States to pursue Maths and Economics from New York University.

He won Best Indian Act award at EMA'16.